Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm har koi chaahta hai ik mutthi aasmaan har koi dhundhata hai ik mutthi aasmaan har koi chaahta hai ik mutthi aasmaan har koi dhundhata hai ik mutthi aasmaan jo seene se laga le ho aisa ik jahaan har koi chaahta hai ik mutthi aasmaan chaand sitaaron ka mela hai ye dil phir bhi akela hai chaand sitaaron ka mela hai ye dil phir bhi akela hai mehfil mein hai shehnaayi phir bhi dil mein hai tanhaayi hai saanson mein jaise kayi toofan har koi har koi chaahta hai ik mutthi aasmaan har koi dhundhata hai ik mutthi aasmaan jo seene se laga le ho aisa ik jahaan har koi chaahta hai ik mutthi aasmaan milta nahin kya yahaan mere dil phir kyun na milegi tujhe manzil chalte jaana yun hi raahon mein bhar hi lega koi baahon mein humesha rahega naa dil viraan har koi har koi chaahta hai ik mutthi aasmaan har koi dhundhata hai ik mutthi aasmaan jo seene se laga le ho aisa ik jahaan har koi chaahta hai ik mutthi aasmaan har koi
har shaam shaam e ghum hai har raat hai andheri apna nahin hai koi kya zindagi hai meri har shaam shaam e ghum hai ghum sehte sehte ghum ki tasveer ban gaya hoon tasveer ban gaya hoon jaa ae bahaar e duniya haalat na poochh meri kya zindagi hai meri har shaam shaam e ghum hai samaan e zindagi mein kuchh bhi nahin bacha hai kuchh bhi nahin bacha hai ek dard reh gaya hai har ek yaad teri kya zindagi hai meri har shaam shaam e ghum hai har raat hai andheri apna nahin hai koi kya zindagi hai meri har shaam shaam e ghum hai khushiyon ka ek din bhi aaya na zindagi mein aaya na zindagi mein takta raha hoon main to duniya mein aa ke teri kya zindagi hai meri har shaam shaam e ghum hai har raat hai andheri apna nahin hai koi kya zindagi hai meri har shaam shaam e ghum hai
har taraf ab yehi afsaane hain har taraf ab yehi afsaane hain hum teri aankho ke diwaane hain hum teri aankho ke diwaane hain har taraf ab yehi afsaane hain har taraf ab yehi afsaane hain itni sachchaai hai in aankho mein khote sikke bhi khare ho jaayein tu kabhi pyaar se dekhe jo udhar sukhe jangal bhi hare ho jaayein baag ban jaayein baag ban jaayein jo viraane hain hum teri aankho ke diwaane hain har taraf ab yehi afsaane hain ek halka sa ishaara inka kabhi dil aur kabhi jaan lootega kis tarha pyaas bujhegi uski kis tarha uska nasha tootega jiski qismat mein jiski qismat mein ye paimaane hain hum teri aankho ke diwaane hain har taraf ab yehi afsaane hain neechi nazron mein hain kitna jaadu ho gaye pal mein kayi khwaab jawaan kabhi uthhne kabhi jhukne ki adaa le chali jaane kidhar jaane kahaan raaste pyaar ke raaste pyaar ke anjaane hain hum teri aankho ke diwaane hain hum teri aankho ke diwaane hain har taraf ab yehi afsaane hain har taraf ab yehi afsaane hain
aaa aaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa har tukda mere dil ka deta hai duhaai dil toot gaya aapko aawaz na aayi aawaz na aayi har tukda mere dil ka deta hai duhaai dil toot gaya aapko aawaz na aayi aawaz na aayi har tukda mere dil ka manzil ko taraste hain aur saamne manzil hai kehna hi pada humko kismat badi qaatil hai manzil ko taraste hain aur saamne manzil hai kehna hi pada humko kismat badi qaatil hai chhup chhup ke mere haal pe roti hai khudayi dil toot gaya aapko aawaz na aayi aawaz na aayi har tukda mere dil ka kya dosh humara tha hum ye na samjh paye duniya teri mahfil mein hum aaye to kyun aaye kya dosh humara tha hum ye na samjh paye duniya teri mahfil mein hum aaye to kyun aaye ab kitne janam aur jalaayegi judaai dil toot gaya aapko aawaz na aayi aawaz na aayi aawaz na aayi aawaz na aayi aawaz roka hai zamane ne har baar milan apna kab neend se jaagoge kab tootega ye sapna roka hai zamane ne har baar milan apna kab neend se jaagoge kab
har waqt tere husn ka hota hai sama aur har waqt tere husn ka hota hai sama aur har waqt mujhe chahiye andaaz e bayaan aur har waqt tere husn ka phoolon sa kabhi narm hai sholon sa kabhi garm phoolon sa kabhi narm hai sholon sa kabhi garm mastaana ada mein kabhi shokhi hai kabhi sharm shokhi hai kabhi sharm har subeh ghumaan aur hai har raat ghumaan aur har waqt tere husn ka hota hai sama aur har waqt tere husn ka bharne nahin paati tere jalwon se nigaahen bharne nahin paati tere jalwon se nigaahen thakne nahin paati tujhe lipta ke ye baahen lipta ke ye baahen chhu lene se hota hai tera jism jawaan aur har waqt tere husn ka hota hai sama aur har waqt tere husn ka palta hai tere husn mein tufaan e bahaaraan palta hai tere husn mein tufaan e bahaaraan tu apni misaal aap hai ae jaan e bahaaraan ae jaan e bahaaraan duniya ke haseenon mein koi tujhsa kahaan aur har waqt tere husn ka hota hai sama aur har waqt tere husn ka
hardam tumhi ko pyaar kiye jaa rahi hoon main jeena nahin qubool jiye jaa rahi hoon main hardam tumhi ko pyaar hardam tumhi ko yaad kiye jaa raha hoon main milne ki aarzu mein jiye jaa raha hoon main hardam tumhi ko yaad tum mere dil ke paas ho chaahe jahaan raho tum mere dil ke paas ho chaahe jahaan raho saanson ki lay pe naam liye jaa rahi hoon main hardam tumhi ko pyaar tumhi ko dhundti hai ye aansu bhari nazar tumhi ko dhundti hai ye aansu bhari nazar ab har taraf nigaah kiye jaa raha hoon main hardam tumhi ko yaad dil mera bolta hai papeehe ke roop mein dil mera bolta hai papeehe ke roop mein kisi ki ye sadayen jeeye jaa rahi hoon main hardam tumhi ko yaad
dhaani chunari pehan dhaani chunari pehan saj ke ban ke dulhan jaaungi unke ghar jinse laagi lagan aayenge jab sajan aayenge jab sajan jeetne mera mann kuchh na bolungi mein mukh na kholungi mein bajj uthengi hare kanch ki chudiyan ye kahengi hare kanch ki chudiyan kanch ki chudiyan kanch ki chudiyan chhute mata pita chhute mata pita chhuta wo balapan kheli main jiske sang ude solah sawan de ke tan aur mann de ke tan aur mann main manaun sajan tere baahon mein hoo mera jeevan maran ye kahengi hare kanch ki chudiyan haan dalengi hare kanch ki chudiyan kanch ki chudiyan kanch ki chudiyan do salone vachan do salone vachan tumko meri qasam ye qasam pyaar ki ye rasam pyaar ki ab nibhana sajan ab nibhana sajan mat bhulana sajan jao pardes tum jaldi aana sajan waada lengi hare kanch ki chudiyan phir kahengi hare kanch ki chudiyan bajj uthengi hare kanch ki chudiyan kanch ki chudiyan kanch ki chudiyan
hmm hmm hmm hmm hmm oo oo oo oo hari mere ghar ko ye var do maat pita ki seva ho bhai behen mein oo oo oo oo bhai behen mein nischal pyaar ho atithi mitron ka sada satkaar ho man mein sabhi ke liye prem bhaav ho meri har dhadkan ban jaaye poojan ghar hi mere liye teerath ho hari mere ghar ko ye var do maat pita ki seva ho maat pita anmol anupam hain sanskaaron ke ye udgam hain ye hi to sakshaat dev roop hain ye hi to sakshaat dev roop hain meri har dhadkan ban jaaye poojan ghar hi mere liye teerath ho hari mere ghar ko ye var do maat pita ki seva ho sab apne hon koi na gair ho man mein kisi ke liye dwesh na bair ho ye saara jag jaise apna ghar ho ye saara jag jaise apna ghar ho meri har dhadkan ban jaaye poojan ghar hi mere liye teerath ho hari mere ghar ko ye var do maat pita ki seva ho yun jeevan ko safal banaun main har din ek naya punya kamaaun main karmon se moksh dwaar paaun main karmon se moksh dwaar paaun main meri har dhadkan ban jaaye poojan ghar hi mere
hooo hoooo hoooo hooooo aaaahhhh yeehhhh aaahhhh hmmmm aaaahhhh hooo hoooo hoooo hooooo ghum hai koi to dum maaro yaaron dum ki dua se ghum bhi khushi hai choor nashen mein ye zindagi hai hari om hari hari om hari hari om hari hari om hari hari om hari hari om hari hooo hoooo hoooo hooooo shibbi duyi dab shibbi duyi dab shibbi duyi dab shibbi duyi dab hari om hari om chadti laher jaise chadti jawaani khilti kali sa khila roop jaane kab kaise kahaan haathon se phisal jaaye jaise dhal jaaye chadi dhoop once in every life time comes love like this i need you you need me o my honey can''t you see hari om hari hari om hari hari om hari hari om hari hari om hari hari om hari hooo hoooo hoooo hooooo ghum hai koi to dum maaro yaaron dum ki dua se ghum bhi khushi hai choor nashen mein ye zindagi hai hooo hoooo hoooo hooooo hari om hari om pyaase pyaase dil mein hai armaan hazaaron saanson mein hain sapne hazaar ek ek pal yahaan jhoom ke jeele jeene ke hai din bas chaar
hasate ho rulaate ho hamesha tum satate ho jo ruthe to manaate ho mana kar dil dukhate ho deewane ho hume bhi tum deewana kyon banaate ho hasate ho rulaate ho hamesha tum satate ho jo ruthe to manaate ho mana kar dil dukhate ho deewane ho hume bhi tum deewana kyon banaate ho hasate ho hmm rulaate ho hmm hamesha tum hmm satate ho dekho ji kar ke bahana raahon mein meri na aana kehta hai tum se deewana hans ke na mujhko bulaana chhodo na chhodo na baahein yeh chhodo na bolo na bolo na dilbar se bolo na thoda sa hans ke dikhao hasate ho rulaate ho hamesha tum satate ho jo ruthe to manaate ho mana kar dil dukhate ho deewane ho hume bhi tum deewana kyon banaate ho hasate ho rulaate ho hamesha tum satate ho kaisi ye ladki deewaani maange ye dil ki nisaani itni hain meri kahani baatein tumhaari ye maani aao na aao na baahon mein aao na chaaho na chaaho na tum se dil chaaho na chaahat hai kya hai dikhao hasate ho rulaate ho hamesha tum satate ho jo ruthe to manaate ho mana
hmm hmm hmmm hmm hmm hmm hmm aa haa haa haa haseen dilruba kareeb aa zara ke abhi dil nahin bhara kareeb aa zara ke abhi dil nahin bhara haseen dilruba kareeb aa zara ke abhi dil nahin bhara raat kitni baar pee mujhko yaad hi nahin itna yaad hai ke pyaas badh gayi bujhi nahin shabaab se saja gulaab mein basa sharaab se bana jawaan badan tera idhar to la zara ke abhi dil nahin bhara haseen dilruba sharm aur laaj ke saare band khol den mere ang ang mein apna pyaar khol de na haath yun chhuda na aankhen yun dikha na chehra yun chhupa ke mujhse sharam kya lipat bhi ja zara ke abhi dil nahin bhara haseen dilruba kareeb aa zara ke abhi dil nahin bhara ke abhi dil nahin bhara
haseen ho khuda to nahin ho ruko ruko hawaa to nahin ho haseen ho khuda to nahin ho ruko ruko hawaa to nahin ho ye chaal bemisaal hai adaa bhi ye kamaal hai magar suna hai aap ne kamaal ko sawaal hai ye chaal bemisaal hai adaa bhi ye kamaal hai magar suna hai aap ne kamaal ko sawaal hai isiliye to kehta hoon akad ke naa chalo haseen ho haseen ho khuda to nahin ho ruko ruko hawaa to nahin ho naa yun matak matak ke chal naa paanv yun patak ke chal khade hain hum bhi raahon mein dupatta na jhatak ke chal naa yun matak matak ke chal naa paanv yun patak ke chal khade hain hum bhi raahon mein dupatta na jhatak ke chal bahot haseen milenge humko naaz na karo haseen ho haseen ho khuda to nahin ho ruko ruko hawaa to nahin ho naa rasta hai ye aapka naa rasta mere baap ka agar main saath ho liya to kya gaya janaab ka naa rasta hai ye aapka naa rasta mere baap ka agar main saath ho liya to kya gaya janaab ka main aadmi hoon kaam ka ji saath le chalo haseen ho haseen ho khuda
haseen ho tum khuda nahin ho tumhaara sijdaa nahin karenge magar muhabbat mein hukum doge to hanste hanste ye jaan bhi denge haseen ho tum khuda nahin ho tumhaara sijdaa nahin karenge magar muhabbat mein hukum doge to hanste hanste ye jaan bhi denge haseen ho tum khuda nahin ho samjhte ho khud ko jaane kya tum ke saari duniyaaa ko khaak jaana samjhte ho khud ko jaane kya tum ke saari duniyaaa ko khaak jaana guroor ka sar jhukega ek din hansega tum par bhi ye zamaana hamesha ye sin nahin rahega hamesha ye din nahin rahenge haseen ho tum khuda nahin ho humari nazron ka shukr kije ke aasmaan par tumhen bithaya humari nazron ka shukr kije ke aasmaan par tumhen bithaya humare dil ko duwaayen dije ke dhadkanon mein tumhen basaaya bulandiyon se giroge tum bhi agar nighahon se hum girenge haseen ho tum khuda nahin ho humare jaise agar hain laakhon tumhaare jaise bhi kam nahin hain humare jaise agar hain laakhon tumhaare jaise bhi kam nahin hain jo khud hi pathar se phod le
hoooooooo oo oo oo oo oo ooo hoooo hooo oo ooo oo oo oo ooo haseen waadiyooooon haseen waadiyooooon fizaaon se keh do hawaaon se keh do mera yaar mera pyaar le ke aaya hai haseen waadiyooooon soorat hai bholi si qaatil har ek adaa dil o jaan se hua hoon main to uss pe fidaa koi jaane naa jaane koi maane naa maane main to kehta hoon unko khudaao ke khuda mera yaar mera pyaar mera yaar mera pyaar wo to aankhon mein khumaar le ke aaya hai haseen waadiyooooon fizaaon se keh do hawaaon se keh do mera yaar mera pyaar le ke aaya hai haseen waadiyooooon kali se hai naazuk phoolon se bhi haseen mere yaar jaisa koi bhi zamane mein nahin uss jaisi naazneen uss jaisi dilnasheen diya le ke bhi jo dhundho to milegi naa kahin mera yaar mera pyaar mera yaar mera pyaar wo to dil ka qaraar le ke aaya hai haseen waadiyooooon fizaaon se keh do hawaaon se keh do mera yaar mera pyaar le ke aaya hai haseen waadiyooooon
haseenon se to bas sahab salamat door ki achchhi na inki dosti achchhi na inki dushmani achchhi haseenon se to bas sahab salamat door ki achchhi na inki dosti achchhi na inki dushmani achchhi haseenon se to bas sahab salamat door ki achchhi na inki dosti achchhi na inki dushmani achchhi haseenon se to bas sahab salamat door ki achchhi peele chehre hain magar unpe lipstik powder cartoonon ki tarah aa rahe hain ye nazar ye hain sham e anjuman dekho inka baankpan husn ki tauheen hain adhkhule inke badan na inka pyaar achchha hai na inki berukhi achchhi haseenon se to bas sahab salamat door ki achchhi na inki dosti achchhi na inki dushmani achchhi haseenon se to bas sahab salamat door ki achchhi inki surat dekh kar inki haalat dekh kar muskura denge huzur aap bhi muh pher kar ye to apne aap ki khud udate hain hansi ek tamashe ke siwa kuchh nahin ye zindagi andhere jis se sharmaye nahin wo roshni achchhi haseenon se to bas sahab salamat door ki achchhi na inki dosti
hash de ek kash ke main duuuur chala jaaun ghumte ghumte main kahin kho jaaun hash de ek kash ke main duuuur chala jaaun ghumte ghumte main kahin kho jaaun khona mera kuchh zaroori ho gayaa mere dosto main majboor sa ho gayaaaa hash de ek kash ke main duuuur chala jaaun ghumte ghumte main kahin kho jaaunn ab to raat bhi lagne lagi subah subah puchhti hai mere jeene ki wajah hash de ek kash ke main duuuur chala jaaun ghumte ghumte main kahin kho jaaun haaa haaa hmmm hmmm aaaa hmmm hmmm hmmm kehna mujhko hai main tujhse hun roothaa mere maalik tu mujhko le uthaaaaa hash de ek kash ke main duuuur chala jaaun ghumte ghumte main kahin kho jaaun hash de ek kash ke main duuuur chala jaaun ghumte ghumte main kahin kho jaaun
haan aa haan aaa aa aa de re naa haan hasi ban gaye haan nami ban gaye tum mere aasmaan meri zameen ban gaye haan hasi ban gaye haan nami ban gaye tum mere aasmaan meri zameen ban gaye ooo aaa aaa de re naa haan hum badalne lage girne sambhalne lage jab se hai jaana tumhein teri ore chalne lage haan hum badalne lage girne sambhalne lage jab se hai jaana tumhein teri ore chalne lage har safar har jagah har kahin ban gaye maante the khuda aur haan wahi ban gaye haan hasi ban gaye haan nami ban gaye tum mere aasman meri zameen ban gaye pehchaante hi nahin ab log tanha mujhe meri nigaahon mein bhi hain dhoondte wo tujhe pehchaante hi nahin ab log tanha mujhe meri nigaahon mein bhi hain dhoondte wo tujhe hum the dhoondhte jise wo kami ban gaye tum mere ishq ki sar zameen ban gaye haan hasi ban gaye haan nami ban gaye tum mere aasman meri zameen ban gaye ooo aaa de re naa aaa aaaa
haan aaa ooooo main jaan ye vaar doon har jeet bhi haar doon keemat ho koi tujhe beinteha pyaar doon main jaan ye vaar doon har jeet bhi haar doon keemat ho koi tujhe beinteha pyaar doon saari hadein meri ab maine tod di de kar mujhe pata aawaargi ban gaye haan hasi ban gaye haan nami ban gaye tum mere aasmaan meri zameen ban gaye aaa oooo aaa aaa kya khoob rab ne kiya bin maange itna diya warna hai milta kahaan hum kaafiron ko khuda kya khoob rab ne kiya bin maange itna diya warna hai milta kahaan hum kaafiron ko khuda hasratein ab meri tumse hain jaa mili tum dua ab meri aakhiri ban gaye haan hasi ban gaye haan nami ban gaye tum mere aasmaan meri zameen ban gaye aaa oooo aaa aaa aaa aa haaaa aaa aaa ooo ooo ooo
hasrat hi rahi humse bhi kabhi koi pyaar karta koi pyaar karta hasrat hi rahi humse bhi kabhi koi pyaar karta koi pyaar karta koi dil pe humare bhi meethi nazar ek baar karta koi pyaar karta nikle the hum dil ki jholi liye duniyaa ne kaante hi kaante diye nikle the hum dil ki jholi liye duniyaa ne kaante hi kaante diye itne to bure naa the humse nazar koi chaar karta koi pyaar karta hasrat hi rahi humse bhi kabhi koi pyaar karta koi pyaar karta duniyaa mein kya kya na mele rahe hum the akele akele rahe duniyaa mein kya kya na mele rahe hum the akele akele rahe dil rakhte the hum hum ko bhi koi dildaar karta koi pyaar karta hasrat hi rahi humse bhi kabhi koi pyaar karta koi pyaar karta maangi thi humne khudaayi kahaan thokar pe thokar mili jo yahaan maangi thi humne khudaayi kahaan thokar pe thokar mili jo yahaan kya jaata agar koi dil ka nagar gulzaar karta koi pyaar karta hasrat hi rahi humse bhi kabhi koi pyaar karta koi pyaar karta koi dil pe humare bhi meethi
hasraten hain bahut magar tumse main kya kahun hasraten hain bahut magar tumse main kya kahun le ke baahon mein main tumhen pyaar karta rahun khwahishen hain bahut magar tumse main kya kahun khwahishen hain bahut magar tumse main kya kahun had se aage guzar ke bhi ab mohabbat karun hasraten hain bahut magar tumse main kya kahun le ke baahon mein main tumhen pyaar karta rahun jane wafa jane jahan aisi ada hogi kahan dekha sanam maine tumhen behke mere kadam aankhen mili palken jhukin jaadu jaga sansen rukin aise mujhe chhedo na tum aaye badi sharam chahaten hai bahut magar tumse main kya kahun chahaten hai bahut magar tumse main kya kahun le ke baahon mein main tumhen pyaar karta rahun khwahishen hain bahut magar tumse main kya kahun had se aage guzar ke bhi ab mohabbat karun bechain main hone lagi jaane kahan khone lagi khushbu bina mehka badan chhane laga nasha maine kaha tumne suna dhadkan bani dil ki zuban tanha yahan tum jo mile aane laga maza aarzoo hai bahut
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Har Koi Chaahta Hai Ek Mutthi Aasmaan (1973) 06:30 11964
 
Poster of Ek Mutthi Aasmaan (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Vijay Arora
Duration : 06:30   Song Number : 11964   

Har Shaam Shaam E Ghum Hai Mera Salaam (1957) 03:23 37556
 
Poster of Mera Salaam (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Shevan Rizvi
Music Director- 
Hafiz Khan
Singer- 
Talat Mahmood
Duration : 03:23   Song Number : 37556   

Har Taraf Ab Yehi Hindustan Ki Kasam (1973) 04:15 13340
 
Poster of Hindustan Ki Kasam (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Madan Mohan
On Screen Actors- 
Raj Kumar, Priya Rajvansh, Vijay Anand
Duration : 04:15   Song Number : 13340   

Har Tukda Mere Dil Ka Yeh Raat Phir Na Aayegi (1966) 07:03 36340
 
Poster of Yeh Raat Phir Na Aayegi (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Aziz Kashmiri
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Asha Bhosle
Duration : 07:03   Song Number : 36340   

Har Waqt Tere Husn Chingari (1971) 04:58 17991
 
Poster of Chingari (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mahendra Kapoor
On Screen Actors- 
Sanjay Khan, Leena Chandraavarkar
Duration : 04:58   Song Number : 17991   

Hardam Tumhi Se Pyaar Apsara (1961) 03:18 40939
 
Poster of Apsara (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Husn Lal Bhagat Ram
Duration : 03:18   Song Number : 40939   

Hare Kanch Ki Chudiyan Hare Kanch Ki Chooriyan (1967) 04:06 12065
 
Poster of Hare Kanch Ki Chooriyan (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Biswajit Chatterjee, Naina Sahu
Duration : 04:06   Song Number : 12065   

Hari Mere Ghar Ko Sonu Nigam 05:13 37098
 
Poster of Sonu Nigam
 
Category
Hindi Film
Lyricist
Ajay Jhingran
Music Director- 
Ravi Pawar
Singer- 
Sonu Nigam
On Screen Actors- 
Sonu Nigam
Duration : 05:13   Song Number : 37098   

Hari Om Hari Pyaara Dushman (1980) 06:37 20506
 
Poster of Pyaara Dushman (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Anjan
Music Director- 
Bappi Lahiri
On Screen Actors- 
Kalpana Aiyar
Duration : 06:37   Song Number : 20506   

Hasate Ho Rulate Ho Yeh Teraa Ghar Yeh Meraa Ghar (2001) 05:40 18171
 
Poster of Yeh Teraa Ghar Yeh Meraa Ghar (2001)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2001
Lyricist
Ibrahim Ashak
Music Director- 
Anand Milind
On Screen Actors- 
Sunil Shetty, Mahima Choudhary
Duration : 05:40   Song Number : 18171   

Haseen Dilruba Roop Tera Mastana (1972) 04:53 32138
 
Poster of Roop Tera Mastana (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Bhopali
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Jitendra
Duration : 04:53   Song Number : 32138   

Haseen Ho Khuda To Nahin Ho Mud Mud Ke Na Dekh (1960) 03:44 13788
 
Poster of Mud Mud Ke Na Dekh (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Hans Raj Bahal
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Bharati
Duration : 03:44   Song Number : 13788   

Haseen Ho Tum Khuda Budtameez (1966) 04:51 12946
 
Poster of Budtameez (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor
Duration : 04:51   Song Number : 12946   

Haseen Wadiyon Fizaaon Se Keh Do Lal Bangla (1966) 03:34 16454
 
Poster of Lal Bangla (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Gulshan Bavara
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Sujeet Kumar
Duration : 03:34   Song Number : 16454   

Haseenon Se To Bas Ustadon Ke Ustad (1963) 03:27 36986
 
Poster of Ustadon Ke Ustad (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Asad Bhopali
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Pradeep Kumar
Duration : 03:27   Song Number : 36986   

Hash De Ek Kash Inteha (1984) 05:54 40885
 
Poster of Inteha (1984)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1984
Lyricist
Rajesh Roshan
Music Director- 
Rajesh Roshan
Singer- 
Kishore Kumar
Duration : 05:54   Song Number : 40885   

Hasi Hamari Adhuri Kahani (2015) 04:38 37055
 
Poster of Hamari Adhuri Kahani (2015)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2015
Lyricist
Kunaal Vermaa
Music Director- 
Ami Mishra
Singer- 
Ami Mishra
On Screen Actors- 
Vidya Balan, Emraan Hashmi
Duration : 04:38   Song Number : 37055   

Hasi Ban Gaye Hamari Adhuri Kahani (2015) 03:16 37886
 
Poster of Hamari Adhuri Kahani (2015)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2015
Lyricist
Kunaal Vermaa
Music Director- 
Ami Mishra
Singer- 
Shreya Ghoshal
On Screen Actors- 
Emraan Hashmi, Vidya Balan
Duration : 03:16   Song Number : 37886   

Hasrat Hi Rahi Bombay Ka Chor (1962) 03:30 12931
 
Poster of Bombay Ka Chor (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Kishore Kumar
Duration : 03:30   Song Number : 12931   

Hasraten Hain Bahut Magar Aatish (1994) 06:28 37611
 
Poster of Aatish (1994)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1994
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Nadeem - Shravan
Duration : 06:28   Song Number : 37611